manishsofts.com
HTTP/1.1 200 OK 访问时间:2011年09月04日 09:26:27 服务器:free.koolserve.com 语言环境:PHP/5.2.17 X-Pingback: http://www.manishsofts.com/xmlrpc.php 文件大小:224004 连接:关闭 类型:text/html; charset=UTF-8 网站编码:UTF-8
该域名无法解析为IP
ManishSofts A blog which covers technical troubleshooting,programming,web designing,internet troubleshoot,windows troubleshooting,tricking,martial arts,bboying and some more random interests Kshitiz Ki Talash 22 May 2011 @ 1:10 PM Tanhayi ke deewane hum,tanha hi chale the tanhayi ki aas me, Par kahi door nikal aaye hum kshitiz ki talash me Tanhayiyo ka manjar bhi aisa tha ki har mukaam lagne laga apna sa, Ab itni door aa chuke hai,ki jahan lage hume ek sapna sa Har pal badalte nazaare,ghere meri aankhon ke andhere ko, Kshitiz abhi bhi door hai,par yaad rakhenge hum aaj ke is savere ko Dil abhi bhi khaali hai,hum abhi bhi pareshaan Gumsum-gumnaam hai andhera,man abhi bhi hairan Kshitiz abhi bhi doorhai,par zamana bhi ab mere paas nahi, Bewaqt hue is waqt ko,ab waqt ki bhi talash nahi Kai waadein reh gaye adhoore,kai log khafa, Chhod chuke hai zamana,bhool gaye hum wafa Is andekhe safar me hum jahan se chup reh bhi,na jaane kya-kya keh gaye, Ajnabi the zamane me sab,sab ajnabi hi reh gaye Kshitiz to ab bhi paas nahi,par zamana lage ab kshitiz se kam nahi Har kinare dikhe kshitiz ab,par kaise maane ki kshitiz se the hum aur kshitiz ke hi ab hum nahi…. Blog this! Bookmark on Delicious Digg this post Recommend on Facebook Buzz it up Share on Linkedin Share via MySpace Share on Orkut share via Reddit Share with Stumblers Tweet about it Subscribe to the comments on this post Bookmark in Browser Posted By: admin Last Edit: 22 May 2011 @ 01:10 PM Email • Permalink • Comments (0) Categories: Entertainment, Prose and Songs Ek Chaah 22 May 2011 @ 1:08 PM Na humein jahan me aane ki chaah thee,na humein jaane ki chaah, Na hi hai humein ab is zamane ki chaah Tere aks ke kayal is dil ko, Hai bas ab tujhse pyaar jatane ki chaah Koi labj nahi kaaynaat me jo tere husn ke samandar ko sanjo le Hum to is dariya se rakhte hai,bas ek ghoot pyaar ka bas paane ki chaah Hum kehte hai jahan se aaj bhi, Humein tumhse aur bas tumhi se hai dil lagane ki chaah Kyu karte ho nishana mere sabra ke baandh pe Humein abhi kayi baatein hai tumhe batane ki chaah Yu aksar teri yaad me hum aaj bhi sapne sajaya karte hai, Woh sapne bhi rakha karte hai,tere aane aur unme samane ki chaah Tum rootho to lage khuda rooth gaye hai jahan se Tab lage ki jahan ko bhi hai tujhe manane ki chaah, Aakhir soche kyu moazzem ki qayamat kya cheez hai Qayamat to bas hai khuda ki paas tujhe apne bulane ki chaah,bulane ki chaah… Blog this! Bookmark on Delicious Digg this post Recommend on Facebook Buzz it up Share on Linkedin Share via MySpace Share on Orkut share via Reddit Share with Stumblers Tweet about it Subscribe to the comments on this post Bookmark in Browser Posted By: admin Last Edit: 22 May 2011 @ 01:08 PM Email • Permalink • Comments (0) Categories: Entertainment, Prose and Songs Self Composed Shayaris-Volume 7 21 May 2011 @ 11:01 PM Ki misro ko beher me yu saza ke hum dikha denge, Unhi nazmo se duniya ko mohabbat hum sikha denge, Ki hum to gair h
© 2010 - 2020 网站综合信息查询 同IP网站查询 相关类似网站查询 网站备案查询网站地图 最新查询 最近更新 优秀网站 热门网站 全部网站 同IP查询 备案查询
2025-07-03 17:35, Process in 0.0025 second.